Popular Posts

Monday 15 October 2012

yaadein


kisine sahi kaha hai-
waqt gujar jata hai par yaadein reh jati hai
aur jab wo batein yaad ati hia to aankhen bhar aati hai
na jaane kitni khattti mitthi yaadein
hum apne dil mei kaid kiye rehte hai
kuch yaado ke yaad aaane par hum muskuraate hai to kabhi kabhi ro dia karte hai
kabhi kabhi lagta hai ki waqt tham jaye yahi aur hum kho jaye in yaadon mei kahi


No comments:

Post a Comment