zindagi aisi kyu hoti hai
har pal aata hai ek naya mod
kabhi phoolon se sazi
to kabhi kaanto se bhari
yehi to hai zindagi - jo hai ek "gulaab" ki tarah
phool hia laajawab kaanto ke tale
yuhi hai apni zindagi sangharso se bhari
larna hai har pal aur aage bhadna hai
woh jeevan hi kya jo ho sirf khusiyo se bhari
na ho koi gum na koi aansu
(zindagi kesi hai paheli haye..
kabhi to hasaye..kabhi rulaye..)
to bhala kese malum hoga ki ye zindagi hai "bhelpuri"
jo hota hai khatta, meetha, teekha
as sab kuch hone ko maangta hai
full of different moods n tastes
life is beautiful with each new day
life is a "song" which changes it's lyrics as it pass away
life cums in itz own hues
at times giving us blues
jo bhi bolo - hai ye ek suhana safar
"zindagi bohot badi hai dost
par hamare pass waqt bohot kam"
nice post on lyf....gud interpretation though!
ReplyDelete