Popular Posts

Thursday 25 October 2012

aksar


 hasta khelta mann achanak udaas ho jata hai
Na jaane kya sochkar dil rota hai
Uthte hai kai sawaaal dil mai, par kisika koi jawab nai hota hai
Isi kashmakash mai din vyeteet hota hai
Na jane aksar aisa kyu hta hai

No comments:

Post a Comment