Popular Posts

Thursday 25 October 2012

kabhi kabhi

kabhi kabhi naa chahte hue bhi muskurana parta hai
kuch chizo ko apnana parta hai
ho dil mai kai sikhwe par fir bhi unhe chupana parta hai
majboor ho jate hai waqt ke hatho...
isiliye to jo hota hai use maan na parta hai
kabhi kabhi naa chahte hue bhi muskurana parta hai

No comments:

Post a Comment